Город МОСКОВСКИЙ
00:06:20

Shyama Aan Baso Vrindavan Me - BEAUTIFUL KRISHNA BHAJAN

Аватар
Светская атмосфера
Просмотры:
24
Дата загрузки:
05.06.2024 11:40
Длительность:
00:06:20
Категория:
Музыка

Описание

Studio Sangeeta Presents - Shyama Aan Baso Vrindavan Me - BEAUTIFUL KRISHNA BHAJAN

Track Name - Shyama Aan Baso Vrindavan Me
Singer - Aratrika Bhattacharya
Album - Shri Krishna Bhajans
Lyrics - Traditional
Music - Gourab Shome
Music Label - Studio Sangeeta
Artwork & Video - Kishan Sheth

#krishna #radhekrishna #bhajan #krishnabhajan #krishnastatus #janmashtami #special #song #geet #hindi #2023 #shrikrishna #shyam #vrindavan #gokul #mathura #nathdwara

LYRICS-
Shyama aan baso vrindavan mein
Meri umar bit gai gokul mein

Shyama aan baso vrindavan mein
Meri umar bit gai gokul mein
Shyama aan baso vrindavan mein..

Shayama raste me baag laga jana
Phool binugi teri mala ke liye

Shayama raste me baag laga jana
Phool binugi teri mala ke liye

Teri baat niharu kunjan mein
Meri umar bit gai gokul mein

Shyama aan baso vrindavan mein
Meri umar bit gai gokul mein
Shyama aan baso vrindavan mein..

Shyama raste mein kuwan khudwa jana
Mein to nir bharungi tere liye

Shyama raste mein kuan khudwa jana
Mein to nir bharungi tere liye

Mein tujhe nehlaaungi mal-mal ke
Meri umar bit gai gokul mein

Shyama aan baso vrindavan mein
Meri umar bit gai gokul mein
Shyama aan baso vrindavan mein..

Shyama murli madhur suna jana
Mohe aake darsh dikha jana

Shyama murli madhur suna jana
Mohe aakar darsh dikha jana

Teri surat basi hai akhiyan mein
Meri umar bit gai gokul mein

Shyama aan baso vrindavan mein
Meri umar bit gai gokul mein
Shyama aan baso vrindavan mein..


Shyama Vrindavan Me Aajana..
Aakar Ke Raas Racha Jaana...

Suni Gokul Ki Galiyan Me..
Meri Umar Bit Gayi Gokul Me...


Shyama aan baso vrindavan mein
Meri umar bit gai gokul mein
Shyama aan baso vrindavan mein..

Shyama Maakhan Churaane Aajana..
Aakar Ke Kahi Bikhra Jaana...

Bas Aap Ho Mere Mann Me...
Meri Umar Bit Gayi Gokul Me...


Shyama aan baso vrindavan mein
Meri umar bit gai gokul mein
Shyama aan baso vrindavan mein..




For any Collaboration -
WhatsApp on 9769900276

For Any Query:
Office Number - 9870009763
Email - studiosangeeta_5465@yahoo.co.in

Рекомендуемые видео